Paneer cubes ko nonstick pan main 2 drios oil main saute kar liya
Phoolmakhana ko bhi 2 drops oul main saute kar liya
Khoya ko grate kar bhun liya .
Wok main oil heat kar garlic saute kar onion paste add kiya bhun jane par ginger and tomato purr add kar
bhuna sabhi masalas and dahi add kar bhuna peas add kar thora water dal peas pakne tak paka liya
phir paneer cubes ,phool makhanas and khoya ko hatho se crumble kar add kar diya
boil water add kar gravy bana le phir kasuri methi and chopped green coriander add kar garma garam serve kar diya.